Anmol Dost
Dosti ek kitaab hai Har panne p nyi kahaani hai Pakke dosto ko bhi Istemaal krna aata hai Bharosa na hota hai Aise to dogle Log hai Hmesha Khi bhi jaau Dhokha pyaar deta hai Kuchh dost abhi bhi hai Jinhe anmol ratan khte hai Shyd yhi rhege saath Yhi jigri yaar khlaate hai Ek hai duniya ka don Itna attitude usm hai Fr bhi meri duniya ka Hero bs vohi hai Fr aata hai chhota don India pr kadam km rkhta hai Khana itna shi bnaata hai Or baatein b bht pyaari krta hai Fr aati hai ek madam Hr jgah ldko ki line lgati hai Dil ki itni pyaari hai Pari bhi usk aage shrmaati hai Mehkaati hai hr kisi ko Naam m hi fool liye firti hai Gussa dilaati hai kbhi kbhi Fr b madat k liye ever ready hai Fr meri angrezi dost Bahr jaakr badal c gyi hai Mere dil ko bs hmesha Us purani yaari ki taalash rhti hai Itni vyast to mai bhi Kbhi khi nhi hui Ki apno ko yaad krne ka Mauka hi guma gyi Fr mera commercia yaar Logo ...