Posts

Pyaara Bhai

Jis pal thi zrurat ek saath ki, Haath thaama tha tune us ghadi, Jab niche girane ki chahat thi sabki, Uncha uthaya tune bankar seedhi Yaad rakhio hmesha tu, Na akela hoga kabhi bhi tu, Madad ki zrurat hogi jab, jaan bhi meri kadmo mein payega tu Beet gaye lamhe saath jitne the, Ab jaana alag alag raah par hai, Ldaayia hui jitni bhi, Na pyaar kabhi kam hona apna hai Sabse pehle bhai tu hai, Tere liye pyaar bhi kurbaan hai, Agar musibat par yaad na kiya, Mujhse bura bhi fir koi nhi hai Chali jaugi kuchh dino m mai, Dhyan rkhio apna hmesha, Har pal saath to nahi hougi, Par mera dil chhuda tere liye hai Yaad rhega har lamha, Naraaz hone par tera didi kehna, TV ke pichhe khoob ladna, Fir mummy se daant bhi mujhe hi  padwaana Mere saare secrets rkhne ke liye, Har jgah mujhe protect krne ke liye, Photos pehle na khichne k liye, Shukriya tera hr cheez ke liye Tujhse achha is duniya m na koi hai, Ab bachna tujhe khud hoga, Zaalim rehna duniya ne hmesha h...

Ek Kahaani

Har pal jinhone apne anchal m chhupak rakha, Ek din vo bhi aaya, Maa Baap ne haath chhoda, Duniya m akela nikalna sikhaya. Rote rote aye the is mandir m, Hasna isne sikha diya, Har ek beete lamhe ne yhaa, Zindagibhar yaadon mein smaa jaana. Ek kahaani se ye saal rahe, Jo chhoti si pencil pichhe ldaa krte, Aaj apni zindagi bnaane chale, Yaadein in lamho ki sang le chale. Goooodddmmrrrnig Teeeaaacher se lekar, Namaste tak ka safar raha, Saath khana baatne se lekr, Saath ehsaas batne tk ka safar raha. Teachers ki nakal utaarne se lekr, Unke dikhaye raaste tak k safar, Dosto se ldayi se lekr, Chhutiyo k baad milne ki khushi tak ka safr. Ek kahaani se ye saal rahe, Ek kahaani se ye saal rahe. Chhoti chhori baaton par ldaayian rahi, Kuchh pal m firse yari dikhayi, In dosto k saath rhe na rhe, Dilo m inhone ek khaas jgah hai bnaayi. Teacher ki chhuti ki khushi, Fir unki jgah games ka period lg jaana, PTM se phke sbhiko makkhan lgaana, Agli baar achha krne ...

Ek Ehsaas

Mehsoos kuchh hua us din, Jb rehna seekha tere bin, Lgta tha maut lgegi gale, Par khud ko hi paaya us din. Vajood gayab hua tha mera, Saath jabse mila tha tera, Dhool ki trah uda tha, Tere naam se jaana jata tha. Juda agar hona chaha maine, Socha dhokh to nahi dene jaana maine, Par ehsaas hua mujhe, Khud ki self respect dikhani hai tujhe. Pyaar aaj bhi jhaan se zaada hai, Par saath tere nhi rehna hai, Besahara or kamzor jo tune smjha tha, Galti ye kar tu betha tha. Saath chahiye tha nahi, Pyaar tha isliye saath rahi, Musibatein paal kr tujhe khush rakha, Bs izzt or pyaar hi to maine maanga tha. Khud ko azmaane ka maine socha, Tere bin jeene ka iraada aaya, Teri yaad har pal aaya karti hai, Khusiyaan par khud m dhoond daali hai.

Apne

Jo smjhte mai kamzor hu, Jo smjhte mujhe saath ki zrurat hai, Akeli sherni ka bal rakhti hu, Jaagne ka sahi vaqt nhi smjhti mai. Jb jiski kadar ki, Tukdo m dil ko paati hu, Fayda uthaya jaata hai, Fir sochte mai reham kru. Farak pdna band ho chuka, Rehna ho rho vrna alvida hai, Jo saath mere unko salaam hai, Aaj bhi meri jaan bhi unk lie haazir hai. Dosti ka matlab dikhaugi mai, Duniya k saamne na sahi, Unhe unk aage ehsaas karaugi mai, Unhe sachayi ka asar dikhaugi mai. Devi smjhna kabhi mujhe nhi, Laakh burayiyan hogi mujhmein bhi, Madad krne se dosto ki ht ti nhi, Jo bharosa rkhta vo jaanta meri khoobsurati bhi.

Mera guroor

Mera jaisa pyaar Na koi mujhe hi dene ko tayiaar Maangte sab hai kohinoor Na de koi chaandi ka bhi noor Boht hi kareebi log hai Apnapan bhi hmesha jtaate hai Par kabhi shayad koi milega Jo asli mayine m mujge smjhega Lgta tha khi na khi use b pyaat hai Shayad mere karan karta inkar hai Firse galat hi nikli mai Vo to bs achh dost hi hai Saare jhaan se upar hai vo Duniya bhar k aasu hai diye ro Maa baao se upar use smjhne lagi Kahi koi galti to nhi krne lagi Boht baar chaahu use pyaar jtaau Pr draame ka tag kaise mi htaau Saare sukh dukh usse baatein hai Kab usne bhi jtaana shuru krna hai Har pal ka gussa sehti hu Feeling jtata hai, ye b maanti hu Sab sahi hote hue bhi Na jaane kyu, lagta sab galat hi Tune hi likhna sikhaya hai Tune hi mushkil m hasna sikhaya hai Tune kuchh nhi sikhaya Par fie bhi sab sikha diya Har baat teri manti hu mai Tu ek bhi kbhi nhi maanta hai Boht alag rishta smjh liya hai Fir kyu ab bikhaar rha hai Teri itni kadar hai mujhe Jitni khud ko na ho tujhe Dunita se l...

Best Teacher

you are just so immense your thoughts are so dense you always hut bull's eye you make our life as colorful dye before you came in my life I viewed English in an diff. way but your innovative teaching helped me clear all the hay when you used to teach me English was made so interesting by thee now you left our class but your teachings still get pass not only about your subject  but you taught the real life  lessons too you always help us to make failure reject you just help us fix solutions with glue you're a humorous, caring creature you're just the definition of a perfect teacher Happy teacher's day, dear sir thank you for everything sir i feel so blessed to have you i want to thank you so much you always act as a clutch whenever the engine stops i want you to know today how important you become from that day whether you teach or not today your teachings are there everyday neither we are in favou...