Agar Tu Saath Hai
Agar tu saath hai
To or kisi ki zrurat nhi hai
Agar tu nhi hai
To puri duniya bhi kaafi nhi hai
Mai akeli kuchh nhi hu
Tu akela shyd bht kuchh hai
Pr mere liye to
Hum dono milke sb kuchh hai
Dosti hi shi
Ek rishta to hmare bich hai
Jb tk tu mere saath hai
Meri kami ko pura kia hua tune hai
Teri bhi har kami ko
Pura krna chahti hu mai
Tujhe kisi or ki zrurat hi na pde
Aisa mehsoos krana chahti hu mai
Jbse tune zindagi k murjhaye bagiche ko
Harabhara bna diya hai
Tbse mene tujhe apni
First priority smjh lia hai
Tera kya mayine hai
Meri is akarshak zindagi mein
Ye to na aaj na kal
Mai bayaan kr paugi shabdon mein
Tere saath aisa sambhand mehsoos hua
Jo aaj tk kisi k saath na hua
Maa ne janam dia aur paala
Pr unk saath bhi aisa pyaar na hua
Jb dukh aaya mujhpr
Sab akela chhod gye mujhe
Pr tu iklauta tha
Jisne thaama rkha mujhe
Tere ilawa is duniya m
Asli mayine m mera koi nhi hai
Kehne ko aise to
Puri duniya hi jigri yaar hai
Teri zindagi m mere kya mayine hai
Nhi pta mujhe
Pr bs saath hai tu
Itna hi kaafi lgta hai mujhe
Duniya meri taarif krti hai
Mujhe achha bhi lgta hai
Pr tujhe koi meri baat bhaa jaaye to
Uchhe parwat bhi paaro k niche samaa jaate hai
Bs ek hi duaa hai meri hmesha
Tujhe kbhi nhi khona hai
Aur agar naseeb hua to
Tujhe puri taraah paana hai
Ye ishq ki b kya baat hai
Kbhi rulata hai to kbhi hsata hai
Raato ki neende udata hai
Nafrat bhav ko bhi mita deta hai
Jab se tu dil ko bhaya hai
Teri muskan hi meri muskan bn chuki hai
Jbse tune jeena sikhaya hai
Tera gam bhi mera hi ho chuka hai
Naa jaane kha se
Ye shayari likh jaati hu
Pr jaanti hu mai
Pyaar hi aisa krwata hai
Agar aisa na hota ho to
Chutkio m kavita likh jaati mai
Raato ki neende udata hai
Nafrat bhav ko bhi mita deta hai
Jab se tu dil ko bhaya hai
Teri muskan hi meri muskan bn chuki hai
Jbse tune jeena sikhaya hai
Tera gam bhi mera hi ho chuka hai
Naa jaane kha se
Ye shayari likh jaati hu
Hairan ho jaati hu
Kaise gehraayi m soch jaati huPr jaanti hu mai
Pyaar hi aisa krwata hai
Agar aisa na hota ho to
Chutkio m kavita likh jaati mai
Comments
Post a Comment